Internet Ka Istemal Or Hamari Rozmarra Zindgi
Hamri rozmarra zindgi main internet ka istemal hamari zororeyat zindgi ke ahadaaf per munhasir ha. Rozana ki bunyad per hony wali hamri sergermion ka faislay Internet ke istemal ka bade hoty hain. Internet ne hamri zindgi ko asi jiddat bakshi k hum apna beshter time mukhtilef websites per guzarana pasand kerty hain. Internet ka musbet istemal hamari zindgi ko assan,sada or shel banata ha. Internet hamin zati, masherti, or mahshi tarqi k liye mufeed data, maloomat or illm meyesser kerta ha. Ab ye humry per munhasir ha k jo waqat hum duniya ber main pheali websites per serf kerty hain wo kis qadder karger or niteeja khaiz hain. Yahan ye khena Baja ho ga k information technology ki duniya main Internet ek inqalab ka naam ha. Internet ke lataad istemal hain. Online education k liye internet ka istemal kia ja raha ha. Karobar k froogh k liye internet ki mawanat hasil ki ja rahi ha. Internet k istemal main her shakas ko mukmal azadi hasil ha. Her shakas apni marzi se iska istemal ...