Use of Internet and research
Inter net per research kiasy ki jati ha.
Aj ke iss traqi yafta dore maim jeb hamin malomat darkar hoti hain tu hum bila
gigak internet ka sahara laty hain.
G haan iss waqat internet hi behtreen maddgar jo k hamari her terha ki
rehnmahi kerta ha. Koi b mozo ho internet ki sohalt se isefada kia جا sakta
ha. Masal k tor per hamin kahin jana ha tu google map se rasta telash kia ja
sakhta ha. Koi mazbi mamla zereghor ha tu youtube Facebook or diger websites
per mustanad ulma ki taqareer or mazmoon ba asani destayab hain.
Isi terha ager hamin khany khany or banany ka shoke ha tu khany bany ki
tarakeb b beash haa website ki bedolat hazaron lakhon ki tadad main meyasser
hain. Bila shuba internet zindgi ke her shoba main ek behtreeen maddgar sabit
hota ha.
Aye ab hum ye dekhtay hain k internet per research kiasy kerni ha. Masl k
tur per hum ne chicken biryani banani ha or hamin biryani banany k ajza e
terkibi maloom nahi. Iss k liye hum internet se madad hasil ker sakty hain.
Hum google ke telash waly area main jain gay or likhen gay. How to make
chicken biryaani?
Search ke doran humin bout sary options nazar anin gy.
Jo ke audios videos or mazmoon ki sourat main hon gay. Apni asani k liye hum
kisi b tariqa kar ko istimal ker sakhty. Videos dekh ker hum baasani chicken
biryani gaher main tayaar ker sakty hain. Isi terha deker maloomat hasil ki
ja sakti hain.
Internet ne mahshi dunya main b inqalab berpa kia howa ha. Aj dunyia ke
beshter business Internet ki waja se arooj per hain. Araz k insani zindgi
main her shoba zindigi finance, medical, science and technology, businesses,
online shopping. Traveling, tourism, online jobs manufacturing, Selling
education, skills her ter ke maloomat hasil kerny k liye internet se madad
li ja sakti ha jo k ek asaan or mofeed zriha ha.
https://amjad105.blogspot.com/2020/07/internet-research-internet-kia-ha.html
https://amjad105.blogspot.com/2020/07/internet-research-buy-car.html
https://amjad105.blogspot.com/2020/07/internet-ka-istemal-or-hamari-rozmarra.html
Wow very good
ReplyDelete