Posts

Showing posts with the label Business

What is Internet?

What is the Internet?  Before we go any further and go through the impact of the Internet on commity, it would be best to use  sensible  example to illuminate what the Internet is and how it works. The Internet, by its very nature, is like a huge market with millions or even millions of stock placeses. These stock placeses  have everything that can be found anywhere in the world. inconsiderate  of whether the thing is good or bad, useful or disadvantaged. There is a wall around this market that cuts it off from the rest of the world. There are special entrances to the bazaar through which no one can enter the bazaar. It is important to use a specific ride to enter the market, walk around, and go to different shops. ________ In this example, the market refers to the Internet. Shops are websites that have things of interest and interest to people in the form of data, text, sound, and pictures, etc., instead of goods. Gates refer to Internet Service Providers, abbreviated as ISPs. No one

Internet Ka Istemal Or Hamari Rozmarra Zindgi

Hamri rozmarra zindgi main  internet ka istemal hamari zororeyat zindgi ke ahadaaf per munhasir ha. Rozana ki bunyad per hony wali hamri sergermion ka faislay Internet ke istemal ka bade hoty hain. Internet ne hamri zindgi ko asi jiddat bakshi k hum apna beshter time mukhtilef websites per guzarana pasand kerty hain. Internet ka musbet istemal hamari zindgi ko assan,sada or shel banata ha. Internet hamin zati, masherti, or mahshi tarqi k liye mufeed data, maloomat or illm meyesser kerta ha. Ab ye humry per munhasir ha k jo waqat hum duniya ber main pheali websites per serf kerty hain wo kis qadder karger or niteeja khaiz hain. Yahan ye khena Baja ho ga k information technology ki duniya main Internet ek inqalab ka naam ha. Internet ke lataad istemal hain. Online education k liye internet ka istemal kia ja raha ha. Karobar k froogh k liye internet ki mawanat hasil ki ja rahi ha.  Internet k istemal main her shakas ko mukmal azadi hasil ha. Her shakas apni marzi se iska istemal ker sakta

Internet ke fawahid ya advantages

Internet puri duniya k liye information ko share kerny ya hasil kerny kisi b qisim ki research ke liye aik jadeed treen tool ha. Jis se he zeshor insaan mustfeed ho sakta ha. Internet research ki duniya main sab se berha tool ke tore per jana jata ha. Insaan k knowledge or research main behtreeen result bahaam punchata ha or taza maloomat, history, haqyiq ke sath insaani traqi main aham role play ker raha ha. Internet ke fawahid ya advantages ki baat ha tu unko finger tips per lana possible nahi ha. Tahum hum is blog main cheeda cheeda awamil ko sametny ki koushash zaroor kerin gay. Advantages of Internet .  Technology ke is dore main Internet ne duniya ki jis andaz main mawnat ker raha ha ise phely insaan ke wehem o gumaan main b na tha. Advantages of Internet ko aik blog ya mazmoon main banyan kerna mushkil ha lekin basic or ahem malomat ko is blog main bayan kerny ki koshish kerin gay. Jin main Internet ne aam insaan ki zindagi main asaniyan or sohaltin lai hain.  Education   Her i

Buy A Car with use of Internet

Internet research how to buy a car Internet research main ajj hum dekhty k buying or selling kiasy ki ja sakti ha. Ye baat roz o roshan ki traha aian ha k internet ne duniya ko global Village bana diya ha. Internet ne duniya ko itna qureeb ker diya ha jahan hum apna Pagham kahi kahi dino main puncha paty thay ab srif seconds main kisi ek kony se bath ker duniya k kisi b hissy main informations behji or wasool ki ja sakti hain. Isi terha Internet ne buying or selling ko b intahi assan or sahel bana diya ha. Ap jahan hon or jahan se merzi apni required items ko intahi asaani se pori duniya main purchase ker sukty hain or selling b ker sakty hain. Aj word wide business chains mojood hain jo yearly trillion dollars online business ker rahi hain. Fashion, medical,education, health and beauty, grocery, automotive, fitness. Pet and animals,animals food, life style, household, electronics computer, mobile laptops tablet automotive parts, kids clothing gharz k sewing niddle se lay ker cargo shi

Internet research Internet kia ha.

Ajj hum ap ke sath internet ke bary main basic malomat share kerny ja rahy hain. 21 century main Internet hamari zindagi ka bunyadi hissa banta ja raha ha.  Today we are going to share with you basic informations about Internet. In 21st century Internet is going as basic part of our life.  Science or technology ke is por inqalab zamany main mamooli se kaam se lay ker inthai bary kaam ko internet ki waja se tezraftai or asani se sar anjaam diya ja sakta hai. Oe ye network ki badlot hi mumkin ha.  In revolutionary time of science and technology a type of little bit work to higher work cane be done easily and very speedy because of Internet. This is possible due to networking.  What is network?  Internet ke bary main janany se phely humary liye janana zarori ha ke network kia hota hai ha.  Network ki basic teen aqsaam hain.  1. LAN mean local area network  2. MAN mean metropolitan network  3. WAN mean wide area network  LAN : LAN aik maqam per yani company, office, ya aik building (IT com